Aap gairon ki batein karte ho

1.
Aap gairon ki batein karte ho,
Humne apno ko aazmaya hai,
Log kanto se bachke chalte hain,
Humne phoolon se jhakam khaya hai.


2.
Dard ki had se guzarna to abhi baqi hai
Tut ke mera bikharna to abhi baqi hai,

Pas akar mera dukhdard batanewale
Mujhse katra ke guzarna to abhi baqi hai.


3.
Zindagi sabko milay zaroori to nahi,
Mohabat sabko milay zaroori to nahi.
Kuch log bahut yaad aate hain,
Woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.


4.
Kisne meri kabar par aake diya jala diya
Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya
Chain se so raha tha main odhe kafan majar par
Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya

0 comments: