Zubaan se naam lete hi

1.
Zubaan se naam lete hi aankho se aanshu chalak jaate hai,
Kabhi hazaro baate kiya karte the aaj ek baat te liye bhi taras jaate hai.

2.
Koi wada nahi fir bhi tera intazar hai,
Judai ke bavjut bhi tujse pyar hai,

Tere chahere ki udasi de rahi hai gawahi,
Mujse milne ke lia tu bhi bekarar hai..

3.
Nasha hum karte hai ilzam sharab ko diya jata hai
Per isme kusoor sharab ka nahi unka hai
Jinka chehra hamein har jaam mein nazar aata hai..

4.
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
Yaad unhe din rat kiya karte the,

Ab un raho se guzra nahi jata,
Jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!

0 comments: