VEHAM


1.
Teacher : Sach aur Veham main kya farak hai?

Boy : Aap hum ko padha rahi hain ye SACH hai. Aur hum padh rahe hain ye aap ka VEHAM hai.


2.
Teri pyaari surat pe dil harun,
Teri har jaroorat pe jaan varun,

Jab bhi sochoon teri harkatoon ke bare mein toh,
Dil kare tere kaan ke neeche do marun.


3.
Mashooka: lagta hai meri aankh mein kuch gir gaya, dekho toh.

Mashook: Ek tinka dikh to raha hai, kyu na usey wahin rahney diya jaye, agar main tumhare aankho mein doobonga to sahara dega.


4.
Man was smoking in a bus. Conductor: No Smoking ka board nahin dikhta?

Man: Uske side mein 'Always Wear Condom' ka board hai, ab vo bhi laga ke baithoon?

0 comments: