Har seene mein dil

Har seene mein dil hota hai,
Har dil mein ek raaz ki baat hoti hai,

Har koi nahi bana sakta TAJ MAHAL,
Par har dil mein ek MUMTAZ hoti hai.

..........................................

Nighahein aapki, pehchaan hai hamari,
Muskurahath aapki, shaan hai humari,

Rakhna hifazath tum apni ,
Kyonki saanse aapki, jaan hai humari

..........................................

Pal pal ne kaha 1 pal se...
Pal bhar ke liye tum mere sath raho......
Pal bhar ka sath kuch aisa ho ki har pal tum hi tum yaad Raho.

..........................................

Achi surat ko sanvarne ki zarurat kya hai
Sadgi bhi to qayamat ki ada hoti hain

0 comments: