Kuch nasha

Kuch nasha to aapki baat ka hai,
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,

Humein aap yun hi sharabi na kahiye,
Is dil par asar to aap se mulakat ka hai

........................................................

Ek takdir si najar aati hai,
Ek janjir si najar aati hai

Aakhir kitaab me padhe bhi to kya padhe,
Her panne pe teri tasveer nazar aati hai

........................................................

Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
Samne aate hi nazar jhukate hai woh,

Baat karte nahi, ya hoti nahi,
Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.

........................................................

Ek hi tamanna hai is fakir ke paas'
Meri taswir lagaana apni taswir ke paas'

Jab log dekhe use to ye kahe 'dekho..
Raanjha kaise baitha hai apni Heer ke paas.

........................................................

0 comments: