Khamosh raat

Khamosh raat ke pahlu me sitare na hote,
Is suni aankho me rangin nazare na hote,
Hum bhi na karte parva aap ki,
Agar aap hame itne pyare na hote

................................................

Aakhen kholu to chehra tumhara ho,
Band karu to sapna tumhara ho,

Mar bhi jau to koi gam nahi,
Agar kafan ke badle achal tumhara ho

................................................

Kabhi hasata hai pyaar,
Kabhi rulata hai pyaar,
Har pal ki yaad dilata hai yeh pyaar,
Chaho ya na chaho,
Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar.

................................................

Dil ki nazuk dhadkano ko
Mere sanam tumne dhadkana sikha diya

Jab se mila hai tera pyaar dil ko
Gham main bhi muskurana sikha diya.

0 comments: