Hasna jindagi hai

Hasna jindagi hai,
has kar gum boolana jindagi hai,
jeet kar hanse to kya hanse,
haar kar khushiyan manaana jindagi hai

........................................
Aaj khushiyo ki koi badhai dega,
Nikla hai chand to dikai dega,

ae dost dosti ki hai hmne aapse,
Aapka ek aansu bhi ghira to sunai dega..

........................................

Aansuon Me na dhoondna hamein,
Dil me hum bas jaayenge!
Tamanna ho agar milne ki,
to band aankhon me nazar aayenge!!

........................................

Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota
Sharab kam thi to pani mila diya hota

Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha To
muskura ke sar hi hila diya hota..

0 comments: